top of page
Search

Dhup (By Jaspreet)

Subhe ki dhup se jyada mujhe sham ke rang pasand hai

Subhe jaise ek nayi ummed ki kiran lati hai jivan me

To wahi dhalta hua suraj ye dilasa deta hai ki aj ka din samapt hua ,

tumne ek aur din jiya, apni mushkilo ka dat ke samne kiya,

ab iss dhalte hue suraj ki tarah tum bhi aaram kro aur asha karo ane wala kal suhana ho aur agar na ho to bhi wahi kro jo tumhe krna chahiye jaise ki badalo ke bich se bhi aur tufano me bhi suraj to waise hi roshani deta hai jaise use deni chahiye .

Ye aur baat hai ki hum use dekh nae pate par usse uska mahatav kuch kam nae hota blki aur badh jata hai.


By : Jaspreet (@jess_words)

6 views0 comments

Recent Posts

See All

IF MY SHOES COULD SPEAK (By Shamim)

If my shoes could speak, They'd have a thousand tales to tell. Some happy, some sad, Some good, some bad. Few crazy enough to crack you laughing, And many would leave you sobbing. If my shoes could sp

LOVE (By Kamu)

Discover love with somebody who loves your individuality, who has no goal of limiting your wild side however somebody who needs to set it free and run with you; Love does not allege possession but bes

bottom of page